Hello Students
Dosto Aaj ham baat karenge ART side se padhne ke 5 fayde ke bare mein. To students apni padhaai puri karne ke liye alag alag stream ko choose karte hain, kuchh commerce side se study karte hai to kuchh Science side se study karte hai aur unmain hi apna career banaa lete hai.
Dosto kuch student aise hote jo ART side se 12th pass out karte hain, ART side se hi Graduation karte hain, and ART side se hi Post Graduation karte hain, but baad main unko lagta h hain ki unhone ART side lekar galat kiya, in fact baad main unko pachtava hota h, To Aaj Ham aapki ye misunderstanding bhi door kar dete and apko batayege ki ART side se study karne ke kya fayde ho sakte hain. Aaj ham aapko art side se padhne ke Chauka Dene Wale fayde ke bare mein batayage, so let's start it.
3. 2. Dosto agar dekha jaaye to ART side kafi had tak bakiyo ke mukable jyada easy h, jaise ki kuch students kahte hain ki Science bahut hard hai, Commerce bahut hard hai to ve ART side ko Choose kar sakte hain but iska matlab ye nahi hai ki aapko padhna nahi padega, padhna to aapko fir bhi padega lekin ye aapke liye thoda sa easy ho jayega because dusre stream main aapko kuchh hi option milte h but ART side mein apko bahot option milenge it means aapko 30 plus subjects mil jayege and aap inme se koi bhi choose kar sakte h.
4. 3. Kuch students ki choice hoti hai unko padhaai se kuch alag karna hote h jaise, singing, dancing, cricket, football etc, but fir bhi unko ghar walo ke kahane per padhaai karni hi padati hai to agar aap ART ko choose karte hain to aap aasani se apni padhaai bhi puri kar sakte hain aur apne passion ko bhi follow kar sakte hain.
5. 4. Kuch students aise hote hain Jo padhai ke sath sath kuch earn kana chahte h, like koi part time work karna chahte hai koi ya kuchh sikhana Chahta Hai to uske liye jaroori h ki ve apna time kaise nikal sakete h, To agar ve ART side lete hai to ve inmain Apna time spend kar sakte hai.
0 comments:
Post a Comment